Movie : Bachna Ae Haseeno
Music Director: Vishal Dadlani, Shekhar Ravjiani
Director: Siddharth Anand
Producer: Aditya Chopra
Starring: Ranbir Kapoor, Deepika Padukone, Bipasha Basu, Manisha Lamba
Lyrics: Anvita Dutt Guptan
Singer: Lucky Ali, Shreya Ghoshal
Music Director: Vishal Dadlani, Shekhar Ravjiani
Director: Siddharth Anand
Producer: Aditya Chopra
Starring: Ranbir Kapoor, Deepika Padukone, Bipasha Basu, Manisha Lamba
Lyrics: Anvita Dutt Guptan
Singer: Lucky Ali, Shreya Ghoshal
Aahista aahista
Mujhe yakeen ho
Aahista aahista
Yeh dil yahin kho
Yun gira gira hai chand ya
Teri hai roshni
Yun udi udi si hai zameen
Aahista
Teri hai roshni
Yun udi udi si hai zameen
Aahista
Ho… ho….ho…..
Hua yeh pehli baar
Ho…ho…ho..
Mujhe hogaya hai pyaar
Hua yeh pehli baar
Ho…ho…ho..
Mujhe ho
Ho… ho….ho…..
Hua yeh pehli baar
Ho…ho…ho..
Mujhe hogaya hai pyaar
Hua yeh pehli baar
Ho…ho…ho..
Mujhe ho
Dekh loon yeh khwab main
Ke raaton mein tu aa key eh kahega
Ke tu ji rahi hai meri zindagi
Sochi kya baat hai
Yeh ankhon se tu dheere se sunega
Kyun na rok loon main yeh din yahin
Ke raaton mein tu aa key eh kahega
Ke tu ji rahi hai meri zindagi
Yeh ankhon se tu dheere se sunega
Kyun na rok loon main yeh din yahin
Kissi se bhi na
Kahenge hum na
Yahin pe kho jayenge
Kahenge hum na
Yahin pe kho jayenge
Yun gira gira hai chand ya
Teri hai roshni
Yun udi udi si hai zameen
Aahista
Teri hai roshni
Yun udi udi si hai zameen
Aahista
Ho… ho… ho….
Hua yeh pehli bar
Ho…ho..ho…
Mujhe hogaya hai pyaar
Hua yeh pehli bar
Ho…ho..ho…
Mujhe ho
Mujhse ik pal mila
Yeh lamhe saare sab se chuppa lo
Teri jo kahani suna chala
Yeh lamhe saare sab se chuppa lo
Teri jo kahani suna chala
Aur uss pal mein hi
Tum aa ke mujhe apna bana lo
Mujhko mera har ik kal mila
Tum aa ke mujhe apna bana lo
Mujhko mera har ik kal mila
Phoolon ka hum na
Le ke bichauga
Khwabon mein kho jayenge
Le ke bichauga
Khwabon mein kho jayenge
Yun gira gira hai chand ya
Teri hai roshni
Yun udi udi si hai zameen
Aahista
Teri hai roshni
Yun udi udi si hai zameen
Aahista
Ho… ho….ho…..
Hua yeh pehli baar
Ho…ho…ho..
Mujhe hogaya hai pyaar
Hua yeh pehli baar
Ho…ho…ho..
Mujhe ho
Aahista aahista
Mujhe yakeen hogaya
Aahista aahista
Yeh dil yahin khogaya
Mujhe yakeen ho
Aahista aahista
Yeh dil yahin kho
Yun gira gira hai chand ya
Teri hai roshni
Yun udi udi si hai zameen
Aahista
Teri hai roshni
Yun udi udi si hai zameen
Aahista
Ho… ho….ho…..
Hua yeh pehli baar
Ho…ho…ho..
Mujhe hogaya hai pyaar
Hua yeh pehli baar
Ho…ho…ho..
Mujhe ho

No comments:
Post a Comment
Isi komentarmu Disini..!!